Ramazan İlahileri
Ramzaan Aa Gaya Hai
visibility
33 Okunma
SubhanAllah, SubhanAllah, Ramzaan Aagaya Hai
Le kar Khuda ki Rehmat, Ramzaan Aagaya Hai
Momin ki Maghferat ka, Samaan Aagaya Hai
Yun Mahe Mohtaram me, Quran Aagaya Hai
Qabe me jaise Kulle Imaan Aagaya Hai
Uss Rozadaar par ab, Azamat Baras Rahi Hai
Iftaar ka jo lekar, Saaman Aagaya Hai