Bu ilahiyi uygulamada oku! Çevrimdışı erişim ve daha fazlası.

İndir
visibility 23 Okunma
Aie Taiba, aiy Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina. Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Qura’ani Hijrat ki, tha hukmay rabbani Khairul anam, darood o salaam, Muhammad! Ishq e Rasool, duaein houn qabool, azmat e Madina. Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshqa`nalik wil hawa nadana Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshqa`nalik wil hawa nadana. Qiblaati Baitullahi saabir, al-Laani yaumal-laki zaayeer Ya turah haltaraani naazir, lilkaaba tug murnib aamaana Tug murnib aamaana.. Aie Tayba, aiy Tayba, ummat ka safina Rooh e zameen per koye nahin hai, aisa hay Madina. Maidan e badr, jabl e Ohad, jazba e imani Ajm o arab teri hee sultani Fatima, Ali, Hassan o Hussain gharana App rashadi, khalqa e sahaba, kiya hoga woh zamana… Aie Taiba, aiy Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina. Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Qura’ani Hijrat ki, tha hukmay rabbani Khairul anam, darood o salaam, Muhammad! Ishq e Rasool, duaein houn qabool, azmat e Madina. Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshta`nalik wil hawa nadana

Paylaş ve Destekle

chat share