Bu ilahiyi uygulamada oku! Çevrimdışı erişim ve daha fazlası.

İndir
visibility 22 Okunma
Ragoon mein woh lahoo baki nahin hai Woh dil, woh arzoo baki nahin hai Namaz o roza o qurbani o hajj Yeh sab baki hain, tu baki nahin hai. Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina. Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina. Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Quraani Hijrat ki, tha hukmay rabbani Khairul anam, darood o salaam, Muhammad Ishq e Rasool, duaein houn qabool, Azmat E Madina. Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshta`nalik wil hawa nadana wil hawa nadana. Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshta`nalik wil hawa nadana wil hawa nadana. [ O Tayba, O Tayba O cure of the patient we missed you, and passion has called us to you.] Qiblaati Baitullahi saabir, al-Laani yaumal-laki zaayeer Ya turah haltaraani naazir, lil kaaba tug murnib aamaana Tug murnib aamaana.. [ My direction of prayer (my Qiblah), the house of Allah, I’m patient perhaps a day will come to visit you I wonder, Will I be looking upon alkaaba and being overwhelmed with it’s safety.] Aie Tayba, Aie Tayba, ummat ka safina Rooh e zameen per koye nahin hai, aisa hay Madina. Maidan e badr, jabl e Ohad, jazba e imani Ajm o arab teri hee sultani Fatima, Ali, Hassan o Hussain gharana App rashadi, khalqa e sahaba, kiya hoga woh zamana… Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina. Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Quraani Hijrat ki, tha hukmay rabbani Khairul anam, darood o salaam, Muhammad Ishq e Rasool, duaein houn qabool, Azmat E Madina. Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana Eshta`nalik wil hawa nadana. wil hawa nadana.

Paylaş ve Destekle

chat share